Search This Blog

Showing posts with label wait. Show all posts
Showing posts with label wait. Show all posts

Monday, August 22, 2011

Unka vaada hai ki wo laut ayenge..
Isi ummeed par hum jiye jayenge..
Yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyaara hai,
Kar rahe the, kar rahe hain aur kiye jayenge......