Search This Blog

Monday, July 30, 2012

Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
Yaad unhe din rat kiya karte the..
Ab un raaho se guzra nahi jata,
Jaha baith kar unka intezaar kiya karte the....

No comments:

Post a Comment