Search This Blog

Showing posts with label sad. Show all posts
Showing posts with label sad. Show all posts

Monday, August 22, 2011

Wo to diwani thi, muje tanha chhod gayi..
Khud na ruk saki to apna saaya chhod gayi..
Dukh nahi, gham is baat ka hai,
Aankho se karke vaada, baato se tod gayi....
Nazar ne nazar se mulaqaat kar li..
Rahe dono khaamosh, par phir bhi baat kar li..
Mohabbat ki fiza ko tab jana, jab khud ko akela paaya..
Aur tab mere in aankhon ne ro ro ke barsaat kar li…..