Search This Blog

Showing posts with label betrayal. Show all posts
Showing posts with label betrayal. Show all posts

Monday, August 22, 2011

Vaade bhi usne kya khoob nibhaaye hain..
Zakhma muft aur dard tohfe mein bhijwaaye hain..
Is se badhkar wafaadari ki misaal kya hogi,
Maut se pehle wo kafan le aaye hain.....!